Ek shaks ko ankhon se dil ka sara hal sunana hai,
Masoom mohabbat ka bas itna as fasana hai,
Us par utarne ki ummeed bhi bahut kam hai,
Kagaz ki haveli hai aur baarish ka zamaana hai,
Kasti bhi purani hai aur toofan ko bhi aana hai,
Awaaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gaana hai,
Fir Aag ka dariya hai aur doop ke jana hai
Kya shart-e-mohabbat kya shart-e-zamaana hai,
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ka
Bholid se adaa phir koi ishq ki zid pe hai,
கருத்துகள் இல்லை:
கருத்துரையிடுக